Wednesday, June 24, 2009

Dil ~ se reey..

Rang neela hai aasman ka kahin..
Aur Paani hai be-rang kahin..
Itni Na-insaaafi bhi shayad .. kabhi hui na hogi kabhin


Kitni Zaalim hai wo Dharti jo Mauj uthati hain Barish ka
Itni mast kismat bhe shayad kahin kisiki hue hogi kabhi nahhin..


Yeh ek tarfa pyaar naahhin to kya haain..

I am lovin it ;)